yaadein
Wo andhera raat ka, Mai yadon mai uske sath tha. Mujhe laga hatho mai gulaab tha, Magar wo to usika hath tha. Wo kissa tha kamaal ka, Mere maan mai savaal vishal tha. Uski haa ka hi intezaar tha, Magar uska bhi jawab tayaar tha. Uska naa shabd mere dil pe vaar tha, Yadon mai bhi mai uske dil ke bahar tha. Ab usse kon samjaye, mujhe usse kitna pyaar tha.
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
