yaad
Yuh Baitha Baitha soch raha Ki Kaha kho gayi ho tum din beet Gaye aur raatein kaat gayi Thak haar Chuka hu mei Teri yaad mei Kahi maut nah gale Laga ke zinda hu bas tere pyar mei ehh dost mujhe gale Laga leh ekk pal bhi yaad ko Teri nah rok paya Dil kehta raha par sabr na aya mei kho Gaya hu Kahi koi dundh mujhe laye dur pahado wadiyo mei Kahi koi toh awaaz lagaye ankhein nam ho jati Hai par ansu Nahi nikalte lavz pe tera Naam Likh Diya Hai Jo fir bhi Baitha Baitha soch raha hu Kaha kho gayi ho tum
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
