wafa ne bewafaai ke
Mita kar hasti humaari, Basa kar basti tumhaari— Kya ab aap khush hai? Bata kar bewafa humko, Dekha kar wafa khud ko— Kya ab aap khush hai? Bujha kar shaama humaari, Bana kar gairon ka sahaara— Kya ab aap khush hai? Sata kar, mana na tumhaara, Jala kar, bujhaana tumhaara— Har kar likhna humara, Rula kar jaana tumhaara… Phir poochhte hain woh— Kya ab aap khush hai?
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
