vishay
Kaali kabhi gori, kabhi moti to kabhi patli, Samaj ne inhi vishyon mein baant diya. Rang-rup ki isi uljhano mein hume tol diya gaya. chehre ke rang se humare kismat ka faisla ho gaya. humari Aatma ko chhodkar, sirf humari sharir ko chuna liya gaya. Aaj aaine mein khud ko dekha, toh khud ka chehra bhi praya lagne laga. — Nandini
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
