.
Apna khoon deke Maine khushiyan di hai Apna haal dekh kar maine zeher pi hai Mujko to lagti dunya yeh sari khala hai Maine to dunya hathu se barbaad ki hai Tha jo mazhab ab kaha mai us pe hun Maine to her gham mai sharaab pi hai Dil ko tasalli di , samjaya ki na dhadak Tab se kambakht ne mujse na baat ki hai Kaha tha saanson se tum to ruko zra Kesi ne b na mujse ab talk wafa ki hai Kardeta mai khudi kurbaan khud ko Magar maa ne mujko kasm di hai Yeh Dil Mera lahu nhi bas kabar hai Jazbaat ya Arman sab dafn ki hai Kabse hun intizar mai ki ab to nikle Hai daga b aye humsar rooh ne ki hai
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
