tum ek bar apna bana ke to dek
tum ek bar apna bna kr to dekho.. tumhari har dukho ka nibaran mein ban jau tumhari har khushi ka karan mein ban jau tumhari manzil ka rasta mein ban jau tumhari nakami ka hoshala mein ban jau tumhari sapno ka hakigat mein ban jau tumhari apno ka sahara mein ban jau tumhari dosto ka dost mein ban jau tumhari dusmano ka dusman mein ban jau ha mein chand taare to nhi la skta magar teri chand ki chamak ban jaunga...... tum ek bar apna bana ke to dekh.... tumare zindagi ki Safar me ban jaunga.....
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
