sonch
Kabhi mai sonchta hun ki sonchta hun mai kya kya Kabhi kesi se dard bantu, dard bantu mai kya kya Kehna to bht kch chahta hun mai tum se magar Hmmm wo, tum rehne do sunau mai tumhai kya kya Wo aag aur hai jis mai kab se jal raha hun mai Koi hawa hai koi aab koi bana hai kya kya
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
