Sok samay
Yha aatma parmaatma ka mel hua Sb kehte h ki gham bhara ek hadhshaa hua Hua ek hadhshaa nhi smjhta m Shri Ram ko bhajte hua , islie nhi behekta m Sunau kyu roun kyu shanti isse nhi milegi Sb ko kya bataun dukh ki ghadi ese nhi beetegi Kro Bo karya , mile jisse shaanti Duniaa ko kya bataun ye baat meri maa hi nhi maanti
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
