Shree
aarz Kiya Hai ki ek ladki h jisse kabhi bhi ummed nahin lagayi jisse kabhi bhi, ummed nahin lagayi per uski rishte ki Door ne bata diya ki ishq ka piroya hua dhaaga kabhi bhi toot ne ka naam nhi lega janab ,aajkal vo meri dawa ban chuki h aajkal ,vo meri dawa ban chuki h ki agar ek din bhi na mile toh ye dil-kashi jeene nhi deti vo na aaye toh Maan nhi lagta vo na ho, toh pura din barbaad Sa lagta hai aarz Kiya Hai ki Hum Shayar to nahin the Hum Shayar to nahin the per usse milte Hi ;yeh Dil Shayar Ban baitha usne Mohabbat karna sikhaya ibadat karna sikha Di per janab unko kya pata yah sari chijen humne unse hi ki hai shukriya aapka jo aap Meri zindagi mein Aaye shukriya aapka ,jo aap Meri zindagi mein Aaye janab , aapke sath to Puri duniya ghoom ni Hai, basss marte Dam Tak thahar jao toh ye ruh kaam tadapegi.❤️
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
