Shayar ka maqsad ......
Shayar ka maqsad hai khoobsurati ke mayne saaf Krna ......... tumhe kagaj pr utarne ki gustakhi maaf Krna ..... Teri dakhal se khwabo ko haseen krne lga hun...... tujhe dekh kar apsaro pr bhi yakeen krne lga hun.... Teri julfe lehraye bas isliye hawa bani hai....... tere ashiqon ke liye pagalpan ki dawa bani hai..... tu shyaro ko gajal deti hai..... tu Santo Ko badal deti hai ...... jamana teri or aata hai ...... tu muh fer kr bas chal deti hai ..... mai har dua me tera naam pukarata hun..... Teri tasveer ki najar utarata hun...... tujhe aina dikha dun tu ek baar aaye par .... Kavita agar pasand aayi ho to baaki baatein chai par .......
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
