Sathiya..
Dil ne ek naam le liya Ruh bhi usse hi chun liya Tere bin na dhadke mera dil Tu na ho to main bhi na rahoon Kyun magar hum ek saath ho Ehsas toh tu hoke kabhi Saathiya.... saathiya.... Teri yaadon mein duba hun main toh Sathiya.... sathiya... Tere khwabon mein kho raha hoon main Adoora teri bin meri jaan Dhoondh raha hai dil bhi tu ne Tu zindagi jaise Nasem mein khil raha hai pyar Barso se chupke baitha hoon Tujhse ye ishq Lafzon se pura ho gaya Yeh sagar bhi paar karke aaunga main, magar.. Yeh ishq hoga hardam tujse, mera waada Har tadap teri intezar mein deep jhala rakha hai Tum aavo mera saans bankar, mera paas Saaathiya...sathiya... Zindagi ki dhun bankar tum aavo Saathiyaa... sathiyaaa... Shayad hum is janam ek na ho Pyar hai yeh mera yeh rahega
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
