Ramadan
Hoti hai shuruwat roza rakhne se ccha lagta jab quran padhne se Kehte hai, "jaldi jaago, na karo dehri kyunki karna hai humko sehri Apni mushqile duri karna dua say Zyada eidi le lena apni bua say Shaam ko kar lena sab taiyaari kyunki karna hai humko iftaari Aaj bado ki dekhna rehmat ki jhalak Aur chehra rakhna noor e chamak Aap sab ko meri taraf say Ramadan Mubarak π
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now β
