pyar ishq mohabbat
Pyar to sirf ek bevkoof hi kar skta hai || Samajhdari se kaha pyar nibhaya jaata h Sudh budh kho k mehboob ko chahna pdta h Akal se kaha faisla kiya jaata hai Tumne dhoka khaya or tum aage badh gye?|| Na naaa !! Ishq Mai to maut ko apnaya jaata hai Tadap gye naa mehboob k mehboob ko dekh k|| Hmmm! Baavjood ishq nibhaya jaata hai Laga tha uske dil m hai chota sa makan mera || Beghar hui to samajh aaya kiraydaar badal gya hai ghar ka!!!! tu ghum aa duniya mene kaha jaana hai || jab tu Laut k aaega tune phir mujhe yahin paana hai shayad isi ko pyar ishq or mohbbat kehte hain|| naa tootne ka shikva naa brbaadi ka gum bss uski ek jhalak or sb khatam
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
