My Love To Chacha❤️
chacha words kitna pyaara hena army bhaiya jaara duniya ko bata dun kya 🙏 duniya ki chacha se he alag hamare chacha jahan v jaate hain jahan v rahete hain mitra ban jaate sabhi achha khassa army bhaiya jaara duniya ko bata dun kya 🙏 unki baate ,baani bolte the esse hamara paribaar banjata swarg jese army bhaiya jaara duniya ko bata dun kya 🙏 unki mann ,unki bhabbana,baate,rehti hai esse paribaar k sabhe banjate hai ek friends jese army bhaiya jaara duniya ko bata dun kya 🙏 bhaiya bolte the unki baate esse atit mein dub jaun to dard kast hain hum se bhai unki wajah se to Hun hain maa baap k pyaar se milta jyada unka pyaar hum se army bhaiya jara duniya ko bata dun kya🙏
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
