meri duniya toot gyi
ek parinde ka ashiyana bade pyar se banaya hua rojh milte dono waha ek pyari di duniya phir ek toofan aaya par dono ne sambhal liya tinka tinka jodkar dobara se khada kiya har bar bar bar saat kabhi bhi kisi ne nhi choda phir ek din us chidya ne ghar apna chod diya dusra parinda intezaar karta rha par chidiya ka aana nhi hua woh rota rha bulata raha par ghar toot gya tha Dil toot gya tha mann toot gya tha us ghar m reh bhi nhi sakta usse chod k Jaa bhi nhi sakta intezaar aaj bhi h uske lotne ka rota rojh h ki yahi duniya thi ab sunna pan sa h Khali Pan sa h ankho Mai Pani jama sa h ab jeena muskil sa h hasna muskil sa h ankhe milane se bhi dar kahi chalak na jaye khi par meri duniya toot gyi mere sapne toot gye mai dekhta rha sab akela khada hu ab
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
