Memories
Jo chala gya uske bare Mai kya sochna log toh kehta hai. Log toh kehte hai aj pe focus karo purani soch ke kya bhi hoga. Par Dil aur dimag toh mana ne k liye bas waqt lagta hai. Ha sayad sochna nhi chaiye par Dil toh sochne mai majboor karta hai. Log toh kehte hai bhul jao par utha bhi asan kaha bhulana ko sab kuch. .... Yaad karna ka jo maja hai wo toh unko khud ko hi pata hai.....
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
