Main Kaun Hoon
Main kaun hoon, yeh sawal hai mere dil mein gunj raha hai Kya main ek vyakti hoon, ya ek sapna hoon ya mein ek atma hoon Main kaun hoon, yeh jaanne ki koshish mein har din Main apne aap ko dhundhta hoon, Main ek insaan hoon, ek vyakti hoon Ek sapna hoon, ek ummeed hoon kya Main ek aag jese hoon, jo apne AAP me jal rahi hai kya mein Ek hawa jaise hoon, jo chal rahi hai Main kaun hoon, yeh sawal hai mere dil mein kyun aaraha hai Lekin main jaanta hoon, main ek vyakti hoon Ek anokha vyakti, ek anokha sapna Ek anokha insaan, jo apne aap ko dhundhta hoon
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
