Mai
kbhi kbhi yah khyal aata Hai, ki Kya Paya aur kya khoya . Normal Sa sidha sadha ladka mai. Kabhi sochta tha ki yah duniya aisi q hai logon me Na bolane Ka sarika hai na chalne ka hunar. Jab Shahar pahuncha to ek alag hi duniya Thi . Comparison tha, mark ki alag Si hohd thi, kagajo se bane kuchh paison ke liye Insaniyat ka katla tha, Mai toda Tayra Jana ,fir yek din viru sahastrabuddhe lecture mein kahta Hai "Nam usika hai Jo mehnat Karega". Fir mai socha mehnat karna jaruri hai kya? jawab mila ha! Bhot phda, top kiya, nam huo, log janne lage. Fir yek wakt aaya sab bakwas laga .wakt bhita engineering hue ..raju ..farahan kho gaye, chatur aaj bhi comparison hi kar raha. Mai ranchodddas chanchad ki tarah kahi gum hogaya . Aaj mai kha hu o nhi jante, o kha hai mai nhi janta, per aaj bhi sakun nhi, bs khuch sapne hai ,dusro ke kiye jine ke , akelee wadhiyo me bhatkane ke,logo se sikhneke, chupchap hojaneke, duniya ke aage bekub hojane ke .
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
