kya tum Aaogi
Meri duniya khuch alag si hai Tum samjh nhi skte Ha shi kaha tumhari dunia alag si hai Main samjh nhi skta Y dunia bhi badi jalim si hai Y tum bhi samjh nhi paogi Chalo maana Mai nhi samjh sakta Teri duniya ki baatein Bada nadaan hu, mujhe ati nhi samjh Y dunia ki baatein Lge jab bhi akeli ho ,k lge jab bhi akeli ho Samjh nhi aye tumhein tumhari dunia wale Jarurat to tumhe kabhi kisi kandhe ki K jis pe sar rakh k tum ro paao Sunana chaho agr tum apne dil ki batein To Bs ek bar Mur jana uss raste ko Tum mujhe wahi paaogi Y sach h Mai tere dhukh khtm nhi kr sakta Tum chaho to baat skta hu Main wadein nhi krunga Chand tare tor lane ki Mgr ek wada h mera Ha Agr tum chaho to mai koshish krunga Tumhari dunia samjh pane ki Ha koshish karunga tumhari dunia ko Khushiyon se sajane ki Lga dunga main apni jaan ki kimat Tunhari khushiyan tumharey daaman m sajane ko Bs ek baar Mur jana uss raste ko Tum mujhe wahi paaogi Kya tum meri duniya banna chahogi Kya tum mujhe gale lagaogi Main intezar krunga kya tum Aaogi
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
