KYA KIYA HOGA MAINE?
kash lafzo se keh pata ki un aakho me kitne gharai hai shayad samandar se zyda unki gharai hai doob jane ka man karta hai un aakho me magar kya kare tairaki bachpan me sikhai hai har us cheez se paas aane ki koshish karta hu jis se dil ko sukoon mile lekin hamesha door hone ka he ehsas hua hai ek mauka diya tha upar wale ne zindagi ke kuch pal sath me kaate thae bhoot khush hota tha dil tumse baat karke awaz se madhoshi aajati thee dil me phool khila karte thae sath me kuch kaam karke dil ko sukoon mil jata tha neend badi pyaari aati thee agle din phir intezar hota tha kyu cheen liya upar wale ne mujhse woh pal? Shayad kuch galat kardiya hoga maine maang toh raha hu maafi me bas lauta do woh pal phir bhi agar woh din na aye to thoda ro lange,dil ko chup kara lange meri toh baat hoti nahi unse shayad hamara kuch alag hi nata hai! suna hai aapki hoti hai unse aap he puch ke batao ki kya kiya hoga maine ?
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
