kuch baten jo yad rh jayngi
sochati hun baton mein ki tum kab aaoge khayalon mein lagta tha ki kabhi tumse baat hi nahin hogi per yah galatfahmi ab Jo dur Hui jab lagta hai Bura bus ek bar soch Lo tumhen ine yadon ne Jaise khushiyon ka dera hi dal Diya mujhe hai pata Jo kuch tumne hai socha janti hun tumhen kab, kya hai bolna baton mein hi sab Bura Jo hua bhulana hai sochati hun kabhi kya hi bolun tumse per tumhari ine baton mei mai kho si jati hu har EK chij tumhari acchi lagti hai madad karne ki tumhari Maine yah Thani hai jo bhi kabhi hua Ho Bura use ab bhula do na Zara baton hi baton mein aao man Ko tumhari Khush kar de Zara ab Jo tumhen dost kahlaya hai bus ek bar khushiyon ka ehsas tumhen fir se dilana hai...❣️ bss ek bar tumhen khushiyon ka ehsas ye dilana hai
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
