kch sher
Hai Need bhi jal gayi aasmaan k saath Hai sakoon ki talaash tu bhi nhi saath Kab talak o pehra rahega you anderu ka zindagi mai ab to saans degi na saath Yeh abr mai khol dun aur khuda se boldu Khudi k rubaru mai hun koi na raha saath Yeh aaina kyu meri surat ko badal raha hai Kya gunnah kiye jo garaj badal raha hai Yeh meri aks to nhi hai jo saya hai peeche Yeh jism hai jo rang ba rang badal raha hai Dunya ki masti mai Shaitan k kareeb hua Inhe chakaru mai aakrat mai gareeb hua Kabi idher to kabhi udr chalti rahi zindagi Pata nahi chala kb Mout k kareeb hua
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
