kahi Aisa toh nhi
kahi Aisa toh nhi khi dil ki baat bata kar khud ko kamjor kar rha hu khi Aisa toh nhi mai apni ladai dusro k sahare lad raha hu kabhi akela rehna bhi sahi h khud ki kami ka pata chal jata h kabhi akele rehne se khud pe bharosa karna insaan Sikh leta h Aaj akele rehne ka Dil h tanhaiye m doop k bahar aane ka mann h
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
