Intazaar
woh Chand Bana aur mein Suraj bas itni farak hai ki hum grahan ke watq mein bhi kabhi mil nahi paayenge woh bangaya meri aasmaan aur mein bangayi yeh zameen bas farak yeh hai ki hum par Kitna bhi baarish gire thab bhi hum kabhi na mil paayenge woh bangaya mera muskaan ka Wajha aur yeh Aasu bangaye uski saza bas farak yeh hai ki jisko beinthehaan pyaar kiya uss ne bhi mera saath naahi diya Mann Kartha hai bhool jhau uss shaqs ko par kya kare iss najaas dil ko pyaar mein padgayi itna doob gayi ki waapas apni raah bhool gayi waapas kisi ko apnanaa bhool gayi waapas kisi se beinthaha pyaar karna bhool gayi uss pyaar ki Andhere mein sajhi hui Tara hai woh aur uss Andhere ki parchaaya bangaya mein jisko yeh dil ne pyaar kiya woh shaqs mila nahi aur jisne yeh dil ko pyaar kiya woh kabhi dhika nahi bas farak yeh hai ki zameen ka parvat hai hum aur woh humare baghiche ka phool jisko hum sirf deeksakh the hai par kabhi na paasakthe hai.
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
