INSAAN
Insaan Sabse ajeeb rachnaa Khudse naraaz hai khudme khush bhii hai Akele rehne kaa shauk nhii akelaa rehnaa pasand bhii hai Kuch bataana nhii chahtaa lekin chahtaa hai usee koi sunne waala ho Harr waqt uljhaa hua lekin suljhnaa bhii nhii chahtaa Pehle aisaa nhii thaa samjh nhii aata waqt badal rhaa hai yaa insaan Jo kabhi apne se pehle doosron ke baare m sochtaa thaa Abb wo doosron se ladne ke baare m sochtaa rehtaa hai Kabhi sabko sath lekar chalne waala Aaj akele hii daud rhaa hai Ek aisi Jeet ke liye jise jeetne prr Syd uske sath usee jeene waala koi nhii hogaa Itnaa mushqil nhii hai samjhnaa Ki duniyaa ki sabhi cheezein humaare liye hain Hum cheezon ke liye nhii . DEEPENDRA SINGH
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
