Insaa
Bhaģwan ne bhavye mela banaya Kathputli ka ek khela rachaya Duniya ko itna sundar banaya Janam deke usmein insaa basaya Insaan ko itna samajh na aaya Jo uska tha akhir usmein samaya Lalach aur moh mein aapna gavaya Kehta phir mujhe bhagwan nazar nhi aaya Kya tera kya mera kya paya gawaya Itni apda se bhi insaan sambhal nhi paya Jo uska tha akhir usmein samaya Bhagwan ne ek sundar mela banaya Kathputli k ek khela rachaya..
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
