Holi k Din ex ki Yaad ❤️
Ek ladki ko pyar karne wala mera dil Holi ke din se shuru hua tha yeh silsil. Saal guzar gaye, rishta chala Lekin ab break up ke baad yaadon ka dard bhi chala.❤️ Uski yaadein baar-baar satati hain mujhe Har pal, har lamha, uski yaadon mein khoye rehte hainkaise bataun unse Ek pal bhi nahin guzarta jab uski yaad na aaye, Dil mein uski tasveer, har waqt dard ko bataunga kaise💔 Holi ke din, jab rang bikharte hain To uski yaadein, aur bhi zyada satati hain. Dil mein ek dard, ek takleef rehti hai, Uski yaadein, har pal, har lamha, rehti hain.😌 Kabhi-kabhi lagta hai, ki usse milne jaoon, Lekin phir yaad aata hai, ki ab woh nahin hai mere saath. Dil mein ek khali pan, ek udaasi rehti hai, Uski yaadein, har pal, har lamha, rehti hain.😌
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
