chand
chand ko sab apna kahte hai lekin chand kisi ka apna hua hai kya mohbbat sabko shiddat wali Hui lekin shiddat wala mohabbat pura hua hai kya mana sab apna hai yaha lekin hamne jisse apna kaha wo kabhi apna hua hai kya ek time ke liye man me aata hai ki wo ek Shaqs mil jaye to duniya se lad lenge lekin tum hi socho socha hua kabhi pura hua hai kya
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
