bukhaar hua hai π€
Ghazal mujh ko aaj bukhaar hua hai hyee! aik so chaar hua hai mere yaar ka saara shehr ka shehr talbgaar hua hai muhale ki gali mein logo aaj un ka didaar hua hai un ki meri aankhon ka tsaadum sar e aam beech bazaar hua hai shehr k ek darwesh se mujh ko sakhiyo khumaar hua hai haan haan theek kaha bilkul mujhe us se piyaar hua hai afsos mohabbat k naam pat Haya jisam ka kaarobaar hua hai Writet = Ayman Haya
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now β
