beech
Khwab laur haqkeekat Ke beech mai chalne wala… Apne khwayishat ke bojh me daba huya akela; Ab khwab ya haqkeekat Kaun mujhe sinri se upar liye ja raha hai Aur kaun neeche Ye jaan ne se pehle aagahi Waqt ki dhool ko saaf kar neki hukum deti hai aur mai bus aey se hi kabhi upar kabhi neeche; ab rasta jo hai wo aage bhi jata hai yahi kabhi kabhi yaad nahi rahta. Upar -neech, khwab-haqeekat ki Natak ki jaesi ek nasha si char gayi hai.
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
