Bachpan se bachpaana
Pata hi nhi chala yaar, Kab bachpa ka maza lena bachpana kehlane laga Kab chocolate ke liye zidd karna bin wajah calories badhana kehlane laga Kab pyaar karna parivaar ko, dosto ko kiya jane se koi sarakchapp ladke ko kiya jana kehlaya Pata hi nhi chala yaar kab dil chocolate na milne se nahi bando se tutne laga Kab parivaar, housla sapne dost zindagi nhi Kaam, dukh Bande ko zindagi ka naam diya jane laga Kab jina sapne ke liye nahi Logo ke liye sikha gaya Kab sapna toh sapna hi reh gaya, Pata hi nhi chala yaar kab bachpan sirf bachpana banke reh gya yaar.
Ad
Poetry Books 50% Off
Bestselling collections from top poets
Shop Now →
