7
kya tujhe h is baat ki h khabar... ki kya tujhe h is baat ki h khabar, ki tere bina hm apna samay kaise h guzarte.. kv hm baal ko h sawarte, kv teri tasveer ko h niharte.. aur kv kv khud se he teri baate krke h muskurate... aur jb mere dost mujhe kehte ki tujhe kya ho gya h, ki jb mere dost mujhe kehte ki tujhe kya ho gya h, kyu dinbhar ho muskurate, to ab hm un kambakto ko kaise btaye, ki kaise tere bina hm apna samay h guzarte
